Aaj mai aapke samane mahakal attidtude status hinglish me parstut kar raha hoon




1. Jo samay ki chal hai. Apne bhakto ki dhal hai.
    pal me badal de jo srishti ko, wo mahakal hai.
   

2.  Jhukta nahi mahakal bhakt kisi ke aage,
     wo kal bhi kya karega, Mahakal ke aage.

3. Kisi ne kaha itne khubsurat nahi ho tum,
    maine kaha mahakal bhakt khunkhar hi acche lagte hai.

4, Tilak dhari sab par bhari.
     jai shree mahakal pahechan hamari.

5. Khauf faila dena mere naam ka.
    koi phuche to kaha dena laut aaya hai bhakt mahakal ka.

6. Khul chuka hai netra teeshra, shiv sambhu trikal,
    is kalayug me wahi bachega, jo bhakt hoga mahakal ka.

7. Hindugiri ke badshah ham, talwar hamari rani hai
    dadagiri to karte hi hai, baki mahakal ki meharbani hai.

8.  Chinta nahi hai kal ki,
     bus kirpa bani rahe mahakal ki

9. Maya ko chane wala bikhar jata hai.
    Mahakal ko chane wala nikhar jata hai.

10. Akal maut wo mare jo kaam kare chandal ka,
      kal bhi uska kya bigade jo bhakt ho mahakal ka 

    More Status in Hindi